الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجُمُعَةِ
The Book of Al-Jumuah (Friday)
بَابُ الاِسْتِمَاعِ إِلَى الْخُطْبَةِ:
Chapter. To listen to the Khutba (religious talk) on Friday.
Hadith Number: 929
حدثنا آدم، قال: حدثنا ابن ابي ذئب، عن الزهري، عن ابي عبد الله الاغر، عن ابي هريرة، قال: قال النبي صلى الله عليه وسلم:" إذا كان يوم الجمعة وقفت الملائكة على باب المسجد يكتبون الاول فالاول، ومثل المهجر كمثل الذي يهدي بدنة ثم كالذي يهدي بقرة ثم كبشا ثم دجاجة ثم بيضة، فإذا خرج الإمام طووا صحفهم ويستمعون الذكر".
Hum se Aadam bin Abi Iyaas ne byaan kiya , kaha ke hum se Muhammad bin Abdur Rahman bin Abi Zayb ne byaan kiya , un se Zuhri ne , un se Abu Abdullah Sulayman Aghar ne , un se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke jab Juma ka din aata hai to farishte jamay Masjid ke darwaze par aane walon ke naam likhte hain , sab se pehle aane wala oont ki qurbani dene wale ki tarah likha jata hai . Is ke baad aane wala gaaye ki qurbani dene wale ki tarah phir maindhay ki qurbani ka sawab rehta hai . Is ke baad murghi ka , is ke baad anday ka . Lekin jab Imam (khutbah dene ke liye) bahar aa jata hai to yeh farishte apne dafatir band kar dete hain aur khutbah sunne mein mashghool ho jate hain .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة