الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجُمُعَةِ
The Book of Al-Jumuah (Friday)
بَابُ لاَ يُقِيمُ الرَّجُلُ أَخَاهُ يَوْمَ الْجُمُعَةِ وَيَقْعُدُ فِي مَكَانِهِ:
Chapter. A man should not make his brother get up to sit in his place (i.e., usurp his seat) on Friday.
Show diacritics
Hadith Number: 911
حدثنا محمد، قال: اخبرنا مخلد بن يزيد، قال: اخبرنا ابن جريج، قال: سمعت نافعا، يقول: سمعت ابن عمر رضي الله عنهما يقول:" نهى النبي صلى الله عليه وسلم ان يقيم الرجل اخاه من مقعده ويجلس فيه"، قلت لنافع: الجمعة، قال: الجمعة وغيرها.
Hum se Muhammad bin Salam Baykandi rahmahu Allah ne byaan kiya , kaha ke hamein Mukhallad bin Yazid ne khabar di , kaha ke hamein Ibn Jurayj ne khabar di , kaha ke main ne Nafi se suna , unhon ne kaha main ne Abdullah bin Umar se suna , unhon ne kaha ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne is se mana farmaya hai ke koi shakhs apne musalman bhai ko utha kar us ki jagah khud baith jaye . Main ne Nafi se poocha ke kya yeh juma ke liye hai to unhon ne jawab diya ke juma aur ghair juma sab ke liye yahi hukm hai .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain