الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحُدُودِ
The Book of Al-Hudud
بَابُ إِقَامَةِ الْحُدُودِ وَالاِنْتِقَامِ لِحُرُمَاتِ اللَّهِ:
Chapter. To carry out the legal punishment; and to take revenge on those who transgress Allah’s limits and boundaries.
Show diacritics
Hadith Number: 6786
حدثنا يحيى بن بكير، حدثنا الليث، عن عقيل، عن ابن شهاب، عن عروة، عن عائشة رضي الله عنها، قالت:" ما خير النبي صلى الله عليه وسلم بين امرين، إلا اختار ايسرهما، ما لم ياثم، فإذا كان الإثم، كان ابعدهما منه، والله ما انتقم لنفسه في شيء يؤتى إليه قط، حتى تنتهك حرمات الله، فينتقم لله".
Hum se Yahya bin Bukayr ne bayan kiya , kaha hum se Layth ne , in se Aqeel ne , in se Shihab ne , in se Urwah ne aur in se Aisha razi Allahu anha ne bayan kiya ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ko jab bhi do cheezon mein se ek ke ikhtiyar karne ka hukm diya gaya to Aap ne in mein se aasaan hi ko pasand kiya , bashartay-ke is mein gunah ka koi pehlu na ho , agar is mein gunah ka koi pehlu hota to Aap is se sab se zyada door hote . Allah kiqasam! Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne kabhi apne zaati muamla mein kisi se badla nahi liya , albatta jab Allah kihurmaton ko tora jata to Aap Allahke liye badla laite thay .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain