الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحُدُودِ
The Book of Al-Hudud
بَابُ الْحُدُودُ كَفَّارَةٌ:
Chapter. Al-Hudud (legal punishement) are expiation (for the sin one has been punished for).
Hadith Number: 6784
حدثنا محمد بن يوسف، حدثنا ابن عيينة، عن الزهري، عن ابي إدريس الخولاني، عن عبادة بن الصامت رضي الله عنه، قال:" كنا عند النبي صلى الله عليه وسلم في مجلس، فقال: بايعوني على ان لا تشركوا بالله شيئا، ولا تسرقوا، ولا تزنوا وقرا هذه الآية كلها فمن وفى منكم، فاجره على الله، ومن اصاب من ذلك شيئا، فعوقب به فهو كفارته، ومن اصاب من ذلك شيئا، فستره الله عليه، إن شاء غفر له، وإن شاء عذبه".
Hum se Muhammad bin Yusuf ne bayan kiya , kaha hum se Ibn Uyaynah ne bayan kiya , in se Zuhri ne , in se Abu Idrees Khaulani ne aur in se Ubadah bin Samit razi Allahu anhu ne bayan kiya ke hum Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ke yahan ek majlis mein baithe thay to Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke mujh se ahad karo Allahkey saath koi shareek nahi thehrao ge , chori nahi karo ge aur zina nahi karo ge aur Aap ne yeh aayat poori parhi ”pastum mein se jo shakhs is ahad ko poora kare ga is ka sawab Allahke yahan hai aur jo shakhs in mein se ghalati kar guzra aur is par usay saza hui to woh is ka kaf-fara hai aur jo shakhs in mein se koi ghalati kar guzra aur Allah Ta'ala ne is ki parda-poshi kar di to agar Allahchahe ga to usay maaf kar de ga aur agar chahe ga to is par azab de ga .“
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة