الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْفَرَائِضِ
The Book of Al-Farad (The Laws of Inheritance)
بَابُ تَعْلِيمِ الْفَرَائِضِ:
Chapter. Learning about the Laws of Inheritance (descent and distribution).
Show diacritics
Hadith Number: Q6724
وقال عقبة بن عامر تعلموا قبل الظانين يعني الذين يتكلمون بالظن.
Uqbah bin Aamir ne kaha ke deen ka ilm seekho is se pehle ke atkal-pachoo karne wale paida hon yani jo rai aur qiyas se fatwa dein , hadees aur Quran se jahil hon .


Show diacritics
Hadith Number: 6724
حدثنا موسى بن إسماعيل، حدثنا وهيب، حدثنا ابن طاوس، عن ابيه، عن ابي هريرة، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" إياكم والظن، فإن الظن اكذب الحديث، ولا تحسسوا، ولا تجسسوا، ولا تباغضوا، ولا تدابروا، وكونوا عباد الله إخوانا".
Hum se Musa bin Ismail ne bayan kiya , kaha hum se Wuhaib ne bayan kiya , kaha hum se Abdullah bin Taoos ne bayan kiya , in se in ke walid ne aur in se Abu Hurairah razi Allahu anhu ne bayan kiya ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ”bad-gumani se bachte raho , kyunke guman (bad-zhani) sab se jhooti baat hai . Aapas mein ek doosre ki burayi ki talash mein na lage raho na ek doosre se bughz rakkho aur na peeth peeche kisi ki burayi karo , balkay Allah ke bande bhai bhai ban kar raho .“


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain