الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْقَدَرِ
The Book of Al-Qadar (Divine Preordainment)
بَابُ: {وَمَا كُنَّا لِنَهْتَدِيَ لَوْلاَ أَنْ هَدَانَا اللَّهُ}:
Chapter.“...Never could we have found guidance, were it not that Allah had guided us...”(V.7:43) "...If only Allah had guided me, I should indeed have been among the Al-Muttaqun." (V.39:57)
Hadith Number: Q6620
لو ان الله هداني لكنت من المتقين.
«wa maa kunnaa li-nahtadiya lau laa an hadaanallaahu» ”aur hum hidayat paane wale nahi thay , agar Allah ne hamain hidayat na ki hoti .“ «lau annallaaha hadaanee lakuntu minal-mut-taqeena» ”agar Allah ne mujhe hidayat ki hoti to main mut-taqiyon mein se hota .“ (Al-Zumar: 57)
Hadith Number: 6620
حدثنا ابو النعمان، اخبرنا جرير هو ابن حازم، عن ابي إسحاق، عن البراء بن عازب، قال: رايت النبي صلى الله عليه وسلم يوم الخندق ينقل معنا التراب وهو يقول:" والله لولا الله ما اهتدينا، ولا صمنا ولا صلينا، فانزلن سكينة علينا، وثبت الاقدام إن لاقينا، والمشركون قد بغوا علينا، إذا ارادوا فتنة ابينا".
Hum se Abu al-Nu-man ne bayan kiya , unhon ne kaha ke hum ko Jareer ne khabar di jo Ibn Hazim hain , unhein Abu Ishaq ne , in se Bara bin Azib razi Allahu anhu ne kaha ke main ne Ghazwa e Khandaq ke din Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ko dekha ke Aap hamare saath matti utha rahe thay aur yeh kehte jaate thay . ”Wallah , agar Allah na hota to hum hidayat na pa sakte . Na roza rakh sakte aur na namaz parh sakte . Pas Ae Allah! Hum par sakeenat nazil farma . Aur jab samna ho to hamain sabit-qadam rakh . Aur mushrikeen ne hum par zyadi ki hai . Jab woh kisi fitna ka irada karte hain to hum inkar karte hain .“
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة