الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الدَّعَوَاتِ
The Book of Invocations
بَابُ الْمَوْعِظَةِ سَاعَةً بَعْدَ سَاعَةٍ:
Chapter. Preaching at intervals.
Show diacritics
Hadith Number: 6411
حدثنا عمر بن حفص، حدثنا ابي، حدثنا الاعمش، حدثني شقيق، قال: كنا ننتظر عبد الله إذ جاء يزيد بن معاوية، فقلنا: الا تجلس؟ قال: لا، ولكن ادخل فاخرج إليكم صاحبكم، وإلا جئت انا فجلست، فخرج عبد الله، وهو آخذ بيده، فقام علينا، فقال: اما إني اخبر بمكانكم، ولكنه" يمنعني من الخروج إليكم ان رسول الله صلى الله عليه وسلم كان يتخولنا بالموعظة في الايام كراهية السامة علينا".
Hum se Umar bin Hafs bin Ghiyas ne bayan kiya , kaha mujh se mere walid ne bayan kiya , kaha hum se Aamash ne bayan kiya , kaha ke mujh se Shaqeeq ne bayan kiya , kaha ke hum Abdullah bin Masood razi Allahu anhu ka intizar kar rahe thay ke Yazid bin Muawiyah aaye . Hum ne kaha , tashreef rakhiye lekin unhon ne jawab diya ke nahi , main andar jaoon ga aur tumhare saath (Abdullah bin Masood razi Allahu anhu) ko bahar laoon ga . Agar woh na aaye to main hi tanha aa jaoon ga aur tumhare saath baithoon ga . Phir Abdullah bin Masood razi Allahu anhu bahar tashreef laaye aur woh Yazid bin Muawiyah ka hath pakre huay thay phir hamare samne khare huay kehne lage main jaan gaya tha ke tum yahan maujood ho . Pas main jo nikla to is wajah se ke main ne Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ko dekha Aap muqarrara dinon mein hum ko waz farmaya karte thay , (fasila de kar) Aap ka matlab yeh hota tha ke kahin hum ukta na jayein .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain