الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب اللِّبَاسِ
The Book of Dress
بَابُ مَنْ صَوَّرَ صُورَةً كُلِّفَ يَوْمَ الْقِيَامَةِ أَنْ يَنْفُخَ فِيهَا الرُّوحَ، وَلَيْسَ بِنَافِخٍ:
Chapter. Whoever makes a picture will be asked to put life into it on the Day of Resurrection, but he will not be able to do so.
Hadith Number: 5963
حدثنا عياش بن الوليد، حدثنا عبد الاعلى، حدثنا سعيد، قال: سمعت النضر بن انس بن مالك، يحدث قتادة، قال: كنت عند ابن عباس وهم يسالونه ولا يذكر النبي صلى الله عليه وسلم حتى سئل فقال: سمعت محمدا صلى الله عليه وسلم يقول:" من صور صورة في الدنيا كلف يوم القيامة ان ينفخ فيها الروح وليس بنافخ".
Hum se Ay-yash bin al-Waleed ne bayan kiya, kaha hum se Abd-ul-A'la ne bayan kiya, kaha hum se Saeed bin Abi Aroobah ne bayan kiya, unhon ne kaha ke main ne Nadr bin Malik se suna, woh Qatadah se bayan karte thay ke main Ibn Abbas razi Allahu anhuma ke paas tha log in se mukhtalif masail pooch rahe thay. Jab tak in se khaas taur se poochha na jata woh Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ka hawala nahi dete thay phir unhon ne kaha ke main ne Muhammad salla Allahu alaihi wasallam se suna hai Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke jo shakhs duniya mein murat banaye ga Qayamat ke din is par zor dala jaye ga ke usay woh zinda bhi kare haalan ke woh usay zinda nahi kar sakta.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة