الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب اللِّبَاسِ
The Book of Dress
بَابُ مَنْ لَمْ يَدْخُلْ بَيْتًا فِيهِ صُورَةٌ:
Chapter. Whoever does not enter a house which has a picture in it.
Show diacritics
Hadith Number: 5961
حدثنا عبد الله بن مسلمة، عن مالك، عن نافع، عن القاسم بن محمد، عن عائشة رضي الله عنها زوج النبي صلى الله عليه وسلم، انها اخبرته، انها اشترت نمرقة فيها تصاوير، فلما رآها رسول الله صلى الله عليه وسلم قام على الباب فلم يدخل، فعرفت في وجهه الكراهية، قالت: يا رسول الله اتوب إلى الله وإلى رسوله، ماذا اذنبت؟ قال:" ما بال هذه النمرقة" فقالت: اشتريتها لتقعد عليها وتوسدها، فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" إن اصحاب هذه الصور يعذبون يوم القيامة، ويقال لهم: احيوا ما خلقتم" وقال:" إن البيت الذي فيه الصور لا تدخله الملائكة".
Hum se Abdullah bin Maslamah ne bayan kiya, in se Imam Malik ne, in se Nafi ne, in se Qasim bin Muhammad ne aur unhein Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ki zauja mutahhara Aisha razi Allahu anha ne khabar di ke unhon ne ek gadda khareeda jis mein muratein thien. Jab Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne usay dekha to Aap darwaze par khare ho gaye aur andar nahi aaye. Main Aap ke chehre se narazgi pehchan gayi. Main ne arz kiya: ya Rasool Allah! Main Allah se is ke Rasool ke samne tauba karti hoon, main ne kya ghalati ki hai? Aap salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke gadda kaisa hai? Main ne arz kiya ke main ne hi usay khareeda hai taake Aap is par baithein aur taik lagayein. Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke in muraton ke banane walon ko Qayamat ke din azab diya jaye ga aur in se kaha jaye ga ke jo tum ne paida kiya hai ab in mein jaan bhi daalo aur Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke jis ghar mein murat hoti hai is mein (rahmat ke) farishte nahi dakhil hote.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain