الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الطَّلَاقِ
The Book of Divorce
بَابُ يَبْدَأُ الرَّجُلُ بِالتَّلاَعُنِ:
Chapter. The man should start the process of Lian.
Show diacritics
Hadith Number: 5307
حدثني محمد بن بشار، حدثنا ابن ابي عدي، عن هشام بن حسان، حدثنا عكرمة، عن ابن عباس رضي الله عنهما،" ان هلال بن امية قذف امراته، فجاء فشهد، والنبي صلى الله عليه وسلم، يقول: إن الله يعلم ان احدكما كاذب، فهل منكما تائب؟ ثم قامت فشهدت".
Mujh se Muhammad bin Bashar ne byaan kiya , kaha hum se Ibn Abi Adi ne byaan kiya , in se Hisham bin Hassan ne , kaha ke hum se Ikrimah ne byaan kiya aur in se Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne ke Hilal bin Umayyah ne apni biwi par tohmat lagayi , phir woh aaye aur gawahi di . Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne is waqt farmaya ke Allahkhoob jaanta hai ke tum mein se ek jhoota hai , to kiya tum mein se koi (jo waqayi gunah ka murtakib hua ho) ruju kare ga ? Is ke baad in ki biwi khari huien aur unhon ne gawahi di apne baree hone ki .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain