الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب النِّكَاحِ
The Book of (The Wedlock)
بَابُ إِذَا تَزَوَّجَ الثَّيِّبَ عَلَى الْبِكْرِ:
Chapter. If somebody marryies a matron and he has already a virgin wife (with him).
Hadith Number: 5214
حدثنا يوسف بن راشد، حدثنا ابو اسامة، عن سفيان، حدثنا ايوب، وخالد، عن ابي قلابة، عن انس، قال:" من السنة: إذا تزوج الرجل البكر على الثيب اقام عندها سبعا، وقسم وإذا تزوج الثيب على البكر اقام عندها ثلاثا، ثم قسم". قال ابو قلابة: ولو شئت لقلت: إن انسا رفعه إلى النبي صلى الله عليه وسلم، وقال عبد الرزاق: اخبرنا سفيان، عن ايوب، وخالد، قال خالد: ولو شئت، قلت: رفعه إلى النبي صلى الله عليه وسلم.
Hum se Yusuf bin Rashid ne byaan kiya , kaha hum se Abu Usamah ne byaan kiya , in se Sufyan Sawri ne , kaha hum se Ayub aur Khalid ne donon ne byaan kiya , un se Abu Qulabah ne aur un se Anas razi Allahu anhu ne byaan kiya ke dastoor yeh ke jab koi shakhs pehle se shadi shuda biwi ki maujoodgi mein kisi kunwari aurat se shadi kare to is ke saath saat din tak qiyam kare aur phir baari muqarrar kare aur jab kisi kunwari biwi ki maujoodgi mein pehle se shadi shuda aurat se nikah kare to is ke saath teen din tak qiyam kare aur phir baari muqarrar kare . Abu Qulabah ne byaan kiya ke agar main chahoon to keh sakta hoon ke Anas razi Allahu anhu ne yeh hadees Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se marfoo-an byaan ki hai . Aur Abdur Razzaq ne byaan kiya , unhein Sufyan ne khabar di , unhein Ayub aur Khalid ne kaha ke agar main chahoon to keh sakta hoon ke Anas razi Allahu anhu ne yeh hadees Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam se marfoo-an byaan ki hai .
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة