الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب النِّكَاحِ
The Book of (The Wedlock)
بَابُ الْمَرْأَةُ رَاعِيَةٌ فِي بَيْتِ زَوْجِهَا:
Chapter. The woman is a guardian in her husband’s house.
Show diacritics
Hadith Number: 5200
حدثنا عبدان، اخبرنا عبد الله، اخبرنا موسى بن عقبة، عن نافع، عن ابن عمر رضي الله عنهما، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" كلكم راع وكلكم مسئول عن رعيته، والامير راع، والرجل راع على اهل بيته، والمراة راعية على بيت زوجها وولده، فكلكم راع وكلكم مسئول عن رعيته".
Hum se Abdan ne byaan kiya , unhon ne kaha hum ko Abdullah ne khabar di , unhon ne kaha hum ko Musa bin Uqbah ne khabar di , unhein Nafi ne aur unhein Abdullah bin Umar razi Allahu anhuma ne ke Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ne farmaya ke tum mein har ek hakim hai aur har ek se is ki ra-iyyat ke baare mein sawal ho ga . Ameer (hakim) hai , mard apne ghar walon par hakim hai . Aurat apne shohar ke ghar aur is ke bachon par hakim hai . tum mein se har ek hakim hai aur har ek se is ki ra-iyyat ke baare mein sawal ho ga .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain