الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
سورة {لإِيلاَفِ قُرَيْشٍ}:
SURAT QURAISH (Quraish)
Show diacritics
Hadith Number: Q4964-3
وقال مجاهد: لإيلاف: الفوا ذلك فلا يشق عليهم في الشتاء والصيف، وآمنهم: من كل عدوهم في حرمهم، قال ابن عيينة: لإيلاف لنعمتي على قريش.
Mujahid ne kaha «li-eelafi Quraishin» ka matlab yeh hai ke Quraish ke logon ka dil safar mein laga diya tha , garmi jare kisi bhi mausam mein un par safar karna dushwar na tha aur un ko Haram mein jagah de kar dushmanon se be-fikr kar diya tha . Sufyan bin Uyaynah ne kaha ke «li-eelafi Quraishin» ka maani yeh hai Quraish par mere ihsan ki wajah se .“