الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
بَابُ قَوْلِهِ: {اقْرَأْ وَرَبُّكَ الأَكْرَمُ}:
Chapter. The Statement of Allah:“Read! And your Lord is the Most Generous.”(V.96:3)
Hadith Number: 4956
حدثنا عبد الله بن محمد، حدثنا عبد الرزاق، اخبرنا معمر، عن الزهري. ح وقال الليث، حدثني عقيل، قال محمد: اخبرني عروة،عن عائشة رضي الله عنها: اول ما بدئ به رسول الله صلى الله عليه وسلم الرؤيا الصادقة، جاءه الملك، فقال: اقرا باسم ربك الذي خلق {1} خلق الإنسان من علق {2} اقرا وربك الاكرم {3} الذي علم بالقلم {4} سورة العلق آية 1-4".
Hum se Abdullah bin Muhammad ne byaan kiya, unhon ne kaha hum se Abdur Razzaq ne byaan kiya, unhon ne kaha hum ko Mamar ne khabar di, unhein Zuhri ne (doosri sanad) aur al-Layth ne byaan kiya ke un se Aqeel ne byaan kiya, un se Muhammad ne byaan kiya, unhein Urwah ne khabar di aur unhein Aisha razi Allahu anha ne ke Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ki nubuwwat ki ibtida sache khwabon se ki gayi aur kaha «iqra bismi rabbikallazhi khalaq * khalaqal insaana min alaq * iqra wa rabbukal akram * allazhi allama bil-qalami» ke ”Aap parhye, apne Parvardigar ke naam ki madad se jis ne sab ko paida kiya hai, jis ne insan ko khoon ke lothre se banaya. Aap parha kijiye aur Aap ka Parvardigar bara Kareem hai, jis ne qalam ko zariye e taleem banaya.“
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة