الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
سورة {اقْرَأْ بِاسْمِ رَبِّكَ الَّذِي خَلَقَ}:
SURAT AL-ALAQ (The Clot)
Show diacritics
Hadith Number: Q4953
حدثنا قتيبة، حدثنا حماد، عن يحيى بن عتيق، عن الحسن، قال: اكتب في المصحف في اول الإمام بسم الله الرحمن الرحيم، واجعل بين السورتين خطا، وقال مجاهد: ناديه عشيرته الزبانية الملائكة، وقال معمر الرجعى المرجع: لنسفعن، قال: لناخذن ولنسفعن بالنون وهي الخفيفة سفعت بيده اخذت.
Aur Qutaybah ne byaan kiya ke hum se Hammad bin Zayd ne byaan kiya , un se Yahya bin Ateeq ne ke Imam Hasan Basri ne kaha ke mus-haf mein Surah Fatiha ke shuru mein «bismillah-ir-rahman-ir-raheem» likho aur do suraton ke darmiyan ek khat khainch liya karo jis se maloom ho ke nayi surat shuru hui . Mujahid ne kaha ke «naadiyahu» yani apne kunbe walon ko . «az-zabaani-yatu» dozakh ke farishte aur Mamar ne kaha «ar-ruj'a» laut jaane ka maqam . «lanas-fa-an» albatta hum pakrein ge . Is mein noon e khafeefa hai (goya yeh alif se likha jata hai yeh «safatu bi-yadihi» se nikla hai yani main ne is ka hath pakra .