الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
بَابُ: {وَالَّذِينَ تَبَوَّءُوا الدَّارَ وَالإِيمَانَ}:
Chapter.“And (it is also for) those who, before them, had homes (in Al-Madina) and had adopted the Faith...”(V.59:9)
Hadith Number: 4888
حدثنا احمد بن يونس، حدثنا ابو بكر يعني ابن عياش، عن حصين، عن عمرو بن ميمون، قال: قال عمر رضي الله عنه: اوصي الخليفة بالمهاجرين الاولين ان يعرف لهم حقهم، واوصي الخليفة بالانصار الذين تبوءوا الدار والإيمان من قبل ان يهاجر النبي صلى الله عليه وسلم، ان يقبل من محسنهم، ويعفو عن مسيئهم".
Hum se Ahmad bin Yunus byaan kiya, kaha hum se Abu Bakr ne byaan kiya, un se Husain ne, un se Amr bin Maymoon ne byaan kiya ke Umar bin Khattab razi Allahu anhu ne (zakhmi hone ke baad intiqal se pehle) farmaya tha main apne baad hone wale khaleefa ko Muhajireen e Awwaleen ke baare mein wasiyat karta hoon ke woh un ka haq pehchane aur main apne baad hone wale khaleefa ko Ansar ke baare mein wasiyat karta hoon jo Dar-us-Salam aur iman mein Nabi Karim salla Allahu alaihi wasallam ki Hijrat se pehle hi se qarar pakre huay hain yeh ke in mein jo naiko-kar hain un ki izzat kare aur un ke ghalat-kaaron se darguzar kare.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة