الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب تَفْسِيرِ الْقُرْآنِ
The Book of Commentary
بَابُ قَوْلِهِ: {مَا نَنْسَخْ مِنْ آيَةٍ أَوْ نَنْسَأْهَا}:
Chapter. His Statement:“Whatever a Verse (revelation) do We abrogate or cause to be forgotten, We bring a better one or similar to it...”(V.2:106)
Hadith Number: 4481
حدثنا عمرو بن علي , حدثنا يحيى , حدثنا سفيان , عن حبيب , عن سعيد بن جبير , عن ابن عباس , قال: قال عمر رضي الله عنه: اقرؤنا ابي، واقضانا علي وإنا لندع من قول ابي وذاك ان ابيا، يقول: لا ادع شيئا سمعته من رسول الله صلى الله عليه وسلم وقد، قال الله تعالى:ما ننسخ من آية او ننسها سورة البقرة آية 106.
Hum se Amr bin Ali ne byaan kiya , kaha hum se Yahya ne byaan kiya , kaha hum se Sufyan ne byaan kiya , un se Habib ne , un se Saeed bin Jubayr ne aur un se Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne byaan kiya ke Umar razi Allahu anhu ne farmaya , hum mein sab se behtar qaari e Quran Ubayy bin Kabb razi Allahu anhu hain aur hum mein sab se zyada Ali razi Allahu anhu mein qaza yani faisle karne ki salahiyat hai . Is ke bawajood hum Ubayy razi Allahu anhu ki is baat ko tasleem nahi karte jo Ubayy razi Allahu anhu kehte hain ke main ne Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam se jin aayat ki bhi tilawat suni hai , main unhein nahi chhor sakta . Haalan ke Allah Ta'ala ne khud farmaya hai «ma nansakh min aayatin au nunsiha» al-kh ke ”Hum ne jo aayat bhi mansookh ki ya usay bhulaya to phir is se achhi aayat laye .“
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة