الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب أَحَادِيثِ الْأَنْبِيَاءِ
The Book of The Stories of The Prophets
بَابُ قَوْلِ اللَّهِ تَعَالَى: {وَاذْكُرْ فِي الْكِتَابِ إِسْمَاعِيلَ إِنَّهُ كَانَ صَادِقَ الْوَعْدِ}:
Chapter. The Statement of Allah:“And mention in the Book (the Qur’an) Ismail (Ishmael): Verily! He was true to what he promised...”(V.19:54)
Hadith Number: 3373
حدثنا قتيبة بن سعيد، حدثنا حاتم، عن يزيد بن ابي عبيد، عن سلمة بن الاكوع رضي الله عنه، قال: مر النبي صلى الله عليه وسلم على نفر من اسلم ينتضلون، فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم:" ارموا بني إسماعيل فإن اباكم كان راميا وانا مع بني فلان، قال: فامسك احد الفريقين بايديهم، فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم: ما لكم لا ترمون، فقالوا: يا رسول الله، نرمي وانت معهم، قال: ارموا وانا معكم كلكم".
Hum se Qutaiba Bin Said ne bayan kiya kaha hum se Hatim Bin Ismail ne bayan kiya un se Yazid Bin Abi Ubaid ne aur un se Salama Bin Akwa (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) qabile Aslam ki ek jamaat se guzre jo teer-andazi mein muqabala kar rahi thi. Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Ae Banu Ismail! Teer-andazi kiye jao kyunke tumhare buzurg dada bhi teer-andaz thay aur mein banu falan ke sath hoon." Rawi ne bayan kiya ke ye sunte hi doosre fareeq ne teer-andazi band kar di. Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Kya baat hui tum log teer kyun nahi chalate?" Unhon ne arz kiya: Ya Rasul Allah! Jab Aap fareeq-e-muqabil ke sath ho gaye to ab hum kis tarah teer chala sakte hain. Is par Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Muqabala jari rakho mein tum sab ke sath hoon."
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة