الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْإِيمَانِ
The Book of Belief (Faith)
بَابُ مَنْ كَرِهَ أَنْ يَعُودَ فِي الْكُفْرِ كَمَا يَكْرَهُ أَنْ يُلْقَى فِي النَّارِ مِنَ الإِيمَانِ:
Chapter. Whoever hates to revert to Kufr (atheism or disbelief) as he hates to be thrown in fire, is a part of faith.
Hadith Number: 21
حدثنا سليمان بن حرب، قال: حدثنا شعبة، عن قتادة، عن انس، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" ثلاث من كن فيه وجد حلاوة الإيمان، من كان الله ورسوله احب إليه مما سواهما، ومن احب عبدا لا يحبه إلا لله، ومن يكره ان يعود في الكفر بعد إذ انقذه الله كما يكره ان يلقى في النار".
Is Hadees ko hum se Sulaiman bin Harb ne bayan kiya, un se Sho’bah ne, woh Qatadah se riwayat karte hain, woh Anas Radhiallahu Anhu se, aur woh Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam se naql karte hain ke Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaaya, jis shakhs mein yeh teen baatein hongi woh imaan ka mazah paa lega, ek yeh ke woh shakhs jise Allah aur us ka Rasool un ke ma-siwa se ziyada Azeez hun aur doosre yeh ke jo kisi bande se mahez Allah hi ke liye mohabbat kare aur teesri baat yeh ke jise Allah ne kufr se najaat di ho, phir dobarah kufr ikhtiyaar karne ko woh aisa bura samjhe jaisa aag mein gir jaane ko bura jaanta hai.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة