الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ حِلْيَةِ السُّيُوفِ:
Chapter. (What has been said regarding) the decoration of swords (with gold and silver etc.).
Show diacritics
Hadith Number: 2909
حدثنا احمد بن محمد، اخبرنا عبد الله، اخبرنا الاوزاعي، قال: سمعت سليمان بن حبيب، قال: سمعت ابا امامة، يقول:" لقد فتح الفتوح قوم ما كانت حلية سيوفهم الذهب، ولا الفضة إنما كانت حليتهم العلابي، والآنك والحديد".
Hum se Ahmad Bin Muhammad ne bayan kiya, unhon ne kaha ke hum ko Abdullah ne khabar di, unhon ne kaha hum ko Auzai ne khabar di, unhon ne kaha ke mein ne Sulaiman Bin Habib se suna, kaha mein ne Abu Umama Bahili se suna wo bayan karte thay ke ek qaum (Sahaba Ridwanullahi Alaihim Ajmaeen) ne bahut si futuhat kiin aur un ki talwaron ki aaraish sone chandi se nahi hui thi balke oont ki pusht ka chamra, seesa aur loha un ki talwaron ke zewar thay
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain