الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْجِهَادِ وَالسِّيَرِ
The Book of Jihad (Fighting For Allah’S Cause)
بَابُ مَنْ قَاتَلَ لِتَكُونَ كَلِمَةُ اللَّهِ هِيَ الْعُلْيَا:
Chapter. Whoever fights so that Allah’s Word (i.e., Allah’s religion of Islamic Monotheism) be superior.
Hadith Number: 2810
حدثنا سليمان بن حرب، حدثنا شعبة، عن عمرو، عن ابي وائل، عن ابي موسى رضي الله عنه، قال: جاء رجل إلى النبي صلى الله عليه وسلم، فقال الرجل: يقاتل للمغنم والرجل يقاتل للذكر، والرجل يقاتل ليرى مكانه فمن في سبيل الله؟ قال:" من قاتل لتكون كلمة الله هي العليا فهو في سبيل الله".
Hum se Sulaiman Bin Harb ne bayan kiya, kaha hum se Shuba ne bayan kiya, un se Amr Bin Murrah ne, un se Abu Wail ne aur un se Abu Musa Ashari (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke ek sahabi (Lahiq Bin Zamirah) Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki khidmat mein hazir hue aur arz kiya ke ek shakhs jang mein shirkat karta hai ghanimat hasil karne ke liye ek shakhs jang mein shirkat karta hai namwari ke liye, ek shakhs jang mein shirkat karta hai taake us ki bahadri ki dhaak baith jaye to un mein se Allah ke raste mein kaun larta hai? Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya jo shakhs is irada se jang mein shareek hota hai ke Allah hi ka kalma buland rahe, sirf wahi Allah ke rasta mein larta hai
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة