الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْوَصَايَا
The Book of Wasaya (Wills and Testaments)
بَابُ الصَّدَقَةِ عِنْدَ الْمَوْتِ:
Chapter. Giving in charity at the time of death.
Show diacritics
Hadith Number: 2748
حدثنا محمد بن العلاء، حدثنا ابو اسامة، عن سفيان، عن عمارة، عن ابي زرعة، عن ابي هريرة رضي الله عنه، قال: قال رجل للنبي صلى الله عليه وسلم: يا رسول الله، اي الصدقة افضل؟ قال:" ان تصدق وانت صحيح حريص تامل الغنى وتخشى الفقر، ولا تمهل حتى إذا بلغت الحلقوم". قلت: لفلان كذا ولفلان كذا وقد كان لفلان.
Hum se Muhammad Bin Ala ne bayan kiya ' kaha hum se Abu Usamah ne bayan kiya Sufyan Sawri se ' wo Amarah se ' un se Abu Zurah ne aur un se Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke ek sahabi ne Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) se poocha ya Rasul Allah! Kaun sa sadqa afzal hai? Farmaya ye ke sadqa tandurusti ki halat mein kar ke (tujh ko is maal ko baqi rakhne ki) khwahish bhi ho jis se kuch sarmaya jama ho jaane ki tumhein umeed ho aur (ise kharch karne ki surat mein) muhtaji ka darr ho aur is mein takheer na kar ke jab rooh halaq tak pahunch jaye to kehne baith jaye ke itna maal falan ke liye ' falane ko itna dena ' ab to falane ka ho hi gaya (to tu duniya se chala)
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain