الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الشُّرُوطِ
The Book of Conditions
بَابُ مَا لاَ يَجُوزُ مِنَ الشُّرُوطِ فِي النِّكَاحِ:
Chapter. The conditions which are not permissible in the contracts of marriage.
Show diacritics
Hadith Number: 2723
حدثنا مسدد، حدثنا يزيد بن زريع، حدثنا معمر، عن الزهري، عن سعيد، عن ابي هريرة رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" لا يبع حاضر لباد، ولا تناجشوا، ولا يزيدن على بيع اخيه، ولا يخطبن على خطبته، ولا تسال المراة طلاق اختها لتستكفئ إناءها".
Hum se Musaddad ne bayan kiya, kaha hum se Yazid Bin Zuray ne bayan kiya, un se Ma'mar ne bayan kiya, un se Zuhri ne, un se Saeed ne aur un se Abu Hurairah (Radi Allahu Anhu) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Koi shehri kisi dehati ka maal-e-tijarat na beche. Koi shakhs najsh na kare aur na apne bhai ki lagayi hui qeemat par bhao barhaye. Na koi shakhs apne kisi bhai ke paigham-e-nikah ki maujoodgi mein apna paigham bheje aur na koi aurat (kisi mard se) apni behen ki talaq ka mutaliba kare (jo us mard ke nikah mein ho) taake is tarah us ka hissa bhi khud le le."
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain