الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْخُصُومَاتِ
The Book of Quarrels
بَابُ الْمُلاَزَمَةِ:
Chapter. (The creditor’s) pursuit (after his debtors).
Hadith Number: 2424
حدثنا يحيى بن بكير، حدثنا الليث، حدثني جعفر بن ربيعة، وقال غيره، حدثني الليث، قال: حدثني جعفر بن ربيعة، عن عبد الرحمن بن هرمز، عن عبد الله بن كعب بن مالك الانصاري، عن كعب بن مالك رضي الله عنه، انه كان له على عبد الله بن ابي حدرد الاسلمي دين، فلقيه، فلزمه، فتكلما حتى ارتفعت اصواتهما، فمر بهما النبي صلى الله عليه وسلم، فقال: يا كعب، واشار بيده كانه يقول النصف، فاخذ نصف ما عليه، وترك نصفا.
Hum se Yahya Bin Bukair ne bayan kiya, unhon ne kaha ke hum se Laith ne bayan kiya, unhon ne kaha ke mujh se Jafar Bin Rabia ne bayan kiya, aur Yahya Bin Bukair ke ilawa ne bayan kiya ke mujh se Laith ne bayan kiya, kaha ke mujh se Jafar Bin Rabia ne bayan kiya, un se Abdur Rahman Bin Hurmuz ne, un se Abdullah Bin Kaab Bin Malik Ansari ne, aur un se Kaab Bin Malik (Radi Allahu Anhu) ne ke Abdullah Bin Abi Hadrad Aslami (Radi Allahu Anhu) par in ka qarz tha, in se mulaqat hui to unhon ne un ka peecha kiya. Phir donon ki guftagu taiz hone lagi. Aur aawaz buland ho gayi. Itne mein Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka idhar se guzar hua. Aur Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya, ay Kaab! aur Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne apne hath se isharah kar ke goya ye farmaya ke aadhe qarz ki kami kar day. Chunanche unhon ne aadha lay liya aur aadha qarz maaf kar diya
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة