الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الشُّرْبِ والْمُسَاقَاةِ
The Book of Watering
بَابُ كِتَابَةِ الْقَطَائِعِ:
Chapter. Documentation of the land grants.
Hadith Number: 2377
وقال الليث: عن يحيى بن سعيد، عن انس رضي الله عنه،" دعا النبي صلى الله عليه وسلم الانصار ليقطع لهم بالبحرين، فقالوا: يا رسول الله، إن فعلت فاكتب لإخواننا من قريش بمثلها، فلم يكن ذلك عند النبي صلى الله عليه وسلم، فقال: إنكم سترون بعدي اثرة فاصبروا حتى تلقوني".
Aur Laith ne Yahya Bin Saeed se bayan kiya aur unhon ne Anas (Radi Allahu Anhu) se ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Ansar ko bula kar Bahrain mein unhein qitaat-e-arazi batur-e-jageer dene chahe to unhon ne arz kiya ke ay Allah ke Rasul! agar Aap ko aisa karna hi hai to humare bhai Quraish (Muhajireen) ko bhi isi tarah ki qitaat ki sanad likh dijiyi-ay. Lekin Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke paas itni zameen hi na thi is liye Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne in se farmaya ”mere baad tum dekhoge ke doosre logon ko tum par muqaddam kiya jaye ga. To us waqt tum mujh se milne tak sabr kiye rehna.“
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة