الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْمُزَارَعَةِ
The Book of Cultivation and Agriculture
بَابُ مَا يُكْرَهُ مِنَ الشُّرُوطِ فِي الْمُزَارَعَةِ:
Chapter. What conditions are disliked in share-cropping.
Hadith Number: 2332
حدثنا صدقة بن الفضل، اخبرنا ابن عيينة، عن يحيى، سمع حنظلة الزرقي، عن رافع رضي الله عنه، قال:" كنا اكثر اهل المدينة حقلا، وكان احدنا يكري ارضه، فيقول: هذه القطعة لي وهذه لك، فربما اخرجت ذه ولم تخرج ذه، فنهاهم النبي صلى الله عليه وسلم".
Hum se Sadaqah Bin Fadl ne bayan kiya, kaha ke hum ko Sufyan Bin Uyainah ne khabar di, unhein Yahya Bin Saeed Ansari ne, unhon ne Hanzalah Zurqi se suna ke Rafi Bin Khadij (Radi Allahu Anhu) ne kaha ke humare paas Madinah ke doosre logon ke muqable mein zameen ziyada thi. Humare yahan tareeqa ye tha ke jab zameen basurat-e-jins kiraya par dete to ye shart laga dete ke is hissa ki paidawar to meri rahegi aur is hissa ki tumhari rahegi. Phir kabhi aisa hota ke ek hissa ki paidawar khoob hoti aur doosre ki na hoti. Is liye Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne logon ko is tarah muamla karne se mana farma diya
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة