الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْمُزَارَعَةِ
The Book of Cultivation and Agriculture
بَابٌ:
Chapter:
Show diacritics
Hadith Number: 2330
حدثنا علي بن عبد الله، حدثنا سفيان، قال عمرو:" قلت لطاوس: لو تركت المخابرة فإنهم يزعمون ان النبي صلى الله عليه وسلم نهى عنه، قال: اي عمرو، إني اعطيهم واغنيهم وإن اعلمهم. اخبرني يعني ابن عباس رضي الله عنهما، ان النبي صلى الله عليه وسلم لم ينه عنه، ولكن قال:" ان يمنح احدكم اخاه خير له من ان ياخذ عليه خرجا معلوما".
Hum se Ali Bin Abdullah ne bayan kiya, kaha hum se Sufyan Bin Uyainah ne bayan kiya, ke Amr Bin Dinar ne kaha ke mein ne Tawus se arz kiya, kaash! aap batayi ka muamla chhor dete, kyunke in logon (Rafi Bin Khadij aur Jabir Bin Abdullah Radi Allahu Anhum waghairah) ka kehna hai ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne is se mana farmaya hai. Is par Tawus ne kaha ke mein to logon ko zameen deta hoon aur in ka faida karta hoon. Aur Sahaba mein jo bade aalim thay unhon ne mujhe khabar di hai. Aap ki murad Ibn Abbas (Radi Allahu Anhuma) se thi ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne is se nahi roka. Balkay Aap ne sirf ye farmaya tha ke agar koi shakhs apne bhai ko (apni zameen) muft de-day to ye is se behtar hai ke is ka mahsool lay
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain