الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْإِجَارَةِ
The Book of Hiring
بَابُ مَنْ كَلَّمَ مَوَالِيَ الْعَبْدِ أَنْ يُخَفِّفُوا عَنْهُ مِنْ خَرَاجِهِ:
Chapter. Whoever appealed to the masters of a slave to reduce his taxes.
Show diacritics
Hadith Number: 2281
حدثنا آدم، حدثنا شعبة، عن حميد الطويل، عن انس بن مالك رضي الله عنه، قال:" دعا النبي صلى الله عليه وسلم غلاما حجاما فحجمه، وامر له بصاع او صاعين، او مد او مدين، وكلم فيه، فخفف من ضريبته".
Hum se Adam Bin Abi Iyas ne bayan kiya, kaha ke hum se Shuba ne bayan kiya, un se Humaid Taweel ne bayan kiya, aur un se Anas Bin Malik (Radi Allahu Anhu) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne ek pachhna lagane wale ghulam (Abu Taiba) ko bulaya, unhon ne Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke pachhna lagaya. Aur Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne unhein ek ya do saa, ya ek ya do mudd (rawi hadees Shuba ko shak tha) ujrat dene ke liye hukum farmaya. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne (un ke malikon se bhi) un ke baare mein sifarish farmayi to un ka khiraj kam kar diya gaya
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain