الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الِاعْتِكَافِ
The Book of Itikaf
بَابُ لاَ يَدْخُلُ الْبَيْتَ إِلاَّ لِحَاجَةٍ:
Chapter. (A Mutakif is not (allowed) to enter the house except for a need.
Show diacritics
Hadith Number: 2029
حدثنا قتيبة، حدثنا ليث، عن ابن شهاب، عن عروة وعمرة بنت عبد الرحمن، ان عائشة رضي الله عنها زوج النبي صلى الله عليه وسلم، قالت:" وإن كان رسول الله صلى الله عليه وسلم ليدخل علي راسه وهو في المسجد فارجله، وكان لا يدخل البيت إلا لحاجة، إذا كان معتكفا".
Hum se Qutaiba ne bayan kiya, kaha ke hum se Laith Bin Saad ne bayan kiya, un se Ibn Shihab ne, un se Urwah aur Umrah Bint Abdur Rahman ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki zaujah-e-mutahira Aisha (Radi Allahu Anha) ne bayan kiya Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) masjid se (aitikaf ki halat mein) sar-e-mubarak meri taraf hujra ke andar kar dete, aur mein is mein kangha kar deti, Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) jab m'utakif hote to bila hajat ghar mein tashreef nahi late thay
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain