الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب فَضَائِلِ الْمَدِينَةِ
The Book About The Virtues Or Al-Madina.
بَابٌ:
(10b) Chapter.
Show diacritics
Hadith Number: 1885
حدثنا عبد الله بن محمد، حدثنا وهب بن جرير، حدثنا ابي، سمعت يونس، عن ابن شهاب، عن انس رضي الله عنه، عن النبي صلى الله عليه وسلم، قال:" اللهم اجعل بالمدينة ضعفي ما جعلت بمكة من البركة"، تابعه عثمان بن عمر، عن يونس.
Hum se Abdullah Bin Muhammad Musnadi ne bayan kiya, unhon ne kaha hum se Wahb Bin Jareer ne bayan kiya, un se un ke walid ne bayan kiya, unhon ne Yunus Bin Shihab se suna aur unhon ne Anas (Radi Allahu Anhu) se ke Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya ke ae Allah! jitni Makkah mein barkat ata farmayi hai Madinah mein is se dugni barkat kar. Jareer ke sath is riwayat ki mutabi’at Usman Bin Umar ne Yunus ke wasta ke sath ki hai
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain
Show diacritics
Hadith Number: 1886
حدثنا قتيبة، حدثنا إسماعيل بن جعفر، عن حميد، عن انس رضي الله عنه، ان النبي صلى الله عليه وسلم،" كان إذا قدم من سفر، فنظر إلى جدرات المدينة اوضع راحلته، وإن كان على دابة حركها من حبها".
Hum se Qutaiba ne bayan kiya, kaha hum se Ismail Bin Jafar ne bayan kiya, un se Humaid ne aur un se Anas (Radi Allahu Anhu) ne ke Nabi Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) jab kabhi safar se wapas aate aur Madinah ki diwaron ko dekhte to apni sawari taiz farma dete aur agar kisi janwar ki pusht par hote to Madinah ki mohabbat mein usay air lagate
.


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain