الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْوُضُوءِ
The Book of Wudu (Ablution)
بَابُ غَسْلِ الْوَجْهِ بِالْيَدَيْنِ مِنْ غَرْفَةٍ وَاحِدَةٍ:
Chapter. To wash the face with both hands by a handful of water.
Hadith Number: 140
حدثنا محمد بن عبد الرحيم، قال: اخبرنا ابو سلمة الخزاعي منصور بن سلمة، قال: اخبرنا ابن بلال يعني سليمان، عن زيد بن اسلم، عن عطاء بن يسار، عن ابن عباس،" انه توضا فغسل وجهه، اخذ غرفة من ماء فمضمض بها واستنشق، ثم اخذ غرفة من ماء فجعل بها هكذا اضافها إلى يده الاخرى فغسل بهما وجهه، ثم اخذ غرفة من ماء فغسل بها يده اليمنى، ثم اخذ غرفة من ماء فغسل بها يده اليسرى، ثم مسح براسه، ثم اخذ غرفة من ماء فرش على رجله اليمنى حتى غسلها، ثم اخذ غرفة اخرى فغسل بها رجله يعني اليسرى، ثم قال: هكذا رايت رسول الله صلى الله عليه وسلم يتوضا".
Hum se Muhammed bin Abdur Raheem ne riwayat kiya, unhon ne kaha mujh ko Abu Salamah Al-Khuzaa’i Mansoor bin Salamah ne khabar di, unhon ne kaha hum ko Ibn-e-Bilal yani Sulaiman ne Zaid bin Aslam ke waaste se khabar di, unhon ne Ata bin Yasaar se suna, unhon ne Abdullah bin Abbas Radhiallahu Anhuma se naql kiya ke (ek martaba) unhon ne (yani Ibn-e-Abbas Radhiallahu Anhuma ne) Wuzu kiya to apna chehra dhoya (is tarah ke pehle) paani ke ek chullu se kulli ki aur naak mein paani diya. Phir paani ka ek aur chullu liya, phir us ko is tarah kiya (yani) doosre haath ko milaaya. Phir us se apna chehra dhoya. Phir paani ka doosra chullu liya aur us se apna dahna haath dhoya. Phir paani ka ek aur chullu le kar us se apna baayaan haath dhoya. Us ke baad apne sar ka masah kiya. Phir paani ka chullu le kar daahne paaon par daala aur use dhoya. Phir doosre chullu se apna paaon dhoya. Yani baayaan paaon us ke baad kaha ke main ne Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam ko isi tarah Wuzu karte huwe dekha hai.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة