الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔
صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ الْجِلاَلِ لِلْبُدْنِ:
Chapter. The covering (sheet) of the Budn (camels for sacrifice).
Hadith Number: Q1707
وكان ابن عمر رضي الله عنهما لا يشق من الجلال إلا موضع السنام، وإذا نحرها نزع جلالها مخافة ان يفسدها الدم، ثم يتصدق بها.
Aur Abdullah Bin Umar (Radi Allahu Anhuma) sirf kohan ki jagah ke jhool ko pharte aur jab is ki qurbani karte to is darr se ke kaheen ise khoon kharab na kar de jhool utar dete aur phir is ko bhi sadqa kar dete
.
.
Hadith Number: 1707
حدثنا قبيصة، حدثنا سفيان، عن ابن ابي نجيح، عن مجاهد، عن عبد الرحمن بن ابي ليلى، عن علي رضي الله عنه، قال:" امرني رسول الله صلى الله عليه وسلم ان اتصدق بجلال البدن التي نحرت وبجلودها".
Hum se Qabisa ne bayan kiya, unhon ne kaha ke hum se Sufyan ne bayan kiya, un se Ibn Abi Najeeh ne, un se Mujahid ne, un se Abdul Rahman Bin Abi Laila ne aur un se Ali (Radi Allahu Anhu) ne bayan kiya ke mujhe Rasul Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne in qurbani ke janwaron ke jhool aur un ke chamre ko sadqa karne ka hukum diya tha jin ki qurbani mein ne kar di thi
.
.
تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة