الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ إِذَا وَقَفَ فِي الطَّوَافِ:
Chapter. If one stops during the Tawaf (should he start from the beginning?).
Show diacritics
Hadith Number: Q1623-2
وقال عطاء: فيمن يطوف، فتقام الصلاة او يدفع عن مكانه إذا سلم يرجع إلى حيث قطع عليه فيبني ويذكر نحوه، عن ابن عمر وعبد الرحمن بن ابي بكر رضي الله عنهم.
Agar tawaf karte karte beech mein thehar jaye to kya hukm hai? Ek aise shakhs ke baare mein jo tawaf kar raha tha ke namaz khadi ho gayi ya ise us ki jagah se hata diya gaya, Ata yeh farmaya karte thay ke jahan se us ne tawaf chhoda wahin se bina kare (yani dobara wahin se shuru kar de) Ibn Umar aur Abdur Rahman bin Abi Bakr Razi Allah Anhum se bhi is tarah manqool hai.