الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Kitab ki Tafseelat
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Imam Bukhari (rh)

صحيح البخاري
Sahih Bukhari
كِتَاب الْحَجِّ
The Book of Hajj
بَابُ كَيْفَ كَانَ بَدْءُ الرَّمَلِ:
Chapter. How (the legality of) the Ramal started.
Show diacritics
Hadith Number: 1602
حدثنا سليمان بن حرب، حدثنا حماد هو ابن زيد، عن ايوب، عن سعيد بن جبير، عن ابن عباس رضي الله عنهما، قال:" قدم رسول الله صلى الله عليه وسلم واصحابه، فقال المشركون: إنه يقدم عليكم وقد وهنهم حمى يثرب، فامرهم النبي صلى الله عليه وسلم ان يرملوا الاشواط الثلاثة، وان يمشوا ما بين الركنين، ولم يمنعه ان يامرهم ان يرملوا الاشواط كلها إلا الإبقاء عليهم".
Hum se Sulayman bin Harb ne byaan kiya , kaha ke hum se Hammad bin Zaid ne byaan kiya , un se Ayub Sakhtiyani ne , un se Saeed bin Jubair ne aur un se Ibn Abbas razi Allahu anhuma ne byaan kiya ke (Umrat-ul-Qada 7 Hijri mein) jab Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam (Makka) tashreef laye to mushrikon ne kaha ke Muhammad (salla Allahu alaihi wasallam) aaye hain , in ke saath aise log aaye hain jinhein Yathrib (Madina Munawwarah) ke bukhar ne kamzor kar diya hai . Is liye Rasool Allah salla Allahu alaihi wasallam ne hukm diya ke tawaf ke pehle teen chakron mein raml (taiz chalna jis se izhaar-e-quwwat ho) karein aur dono Yamani rukno ke darmiyan hasb-e-mamool chalein aur Aap salla Allahu alaihi wasallam ne yeh hukm nahi diya ke sab pheron mein raml karein is liye ke in par aasani ho .


تخریج الحدیث: «أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة»
حكم: أحاديث صحيح البخاريّ كلّها صحيحة
Mazeed Takhrij al-Hadith Sharh Dekhain