الحمدللہ ! آج حدیث مبارک کی دو نئی کتب مسند أبي يعلى الموصلي اور المعجم الأوسط اردو عربی سرچ سہولت کے ساتھ پیش کر دی گئی ہے۔ News
Abwab
Hadith
Rawi
Sawaneh Umri: Hammam ibn Munabbih (rh)
صحيفه همام بن منبه
Sahifah Hammam ibn Munabbih
متفرق
Show diacritics
Hadith Number: 8
قال رسول الله صلى الله عليه وسلم: " الملائكة يتعاقبون فيكم، ملائكة بالليل وملائكة بالنهار، ويجتمعون في صلاة الفجر وصلاة العصر، ثم يعرج إليه الذين باتوا فيكم فيسالهم وهو اعلم بهم: كيف تركتم عبادي؟ قالوا: تركناهم وهم يصلون، واتيناهم وهم يصلون"
Aur Rasul Allah صلی اللہ علیہ وسلم ne farmaya: ”Raat aur din mein farishton ki duty'on badalti rehti hain, aur Fajr aur Asr ki namazon mein (duty par aane walon aur rukhsat pane walon ka) ijtima hota hai. Phir tumhare paas rehne wale farishte jab oopar chadhte hain to Allah Ta'ala poochta hai, halanke wo un se bahut zyada apne bandon ke mutalliq jaanta hai, ke Mere bandon ko tum ne kis haal mein chhoda? Wo jawab dete hain ke hum ne jab unhein chhoda to wo (Fajr ki) namaz parh rahe thay aur jab un ke paas gaye, tab bhi wo (Asr ki) namaz parh rahe thay.“


تخریج الحدیث: